Ek Khani Aisi Bhi!! PART - 1
To ye baat hai uss jmane ki jab mai ek chota bachha tha...
lekin ek second ye sari khani hindi me kyu hai jab written language English hai to phir khani bhi English
me hi honi chahiye na but as you know if not u'll know now it is my world of imagination I write here as I
want to, phir chahe vo English ho Hindi ho ya phir Hinglish. Aur ha ek aur vishesh suchna is khani ko
padhne ke dauraan agar aapka dimag kharab ho jaye to uski zimmedari meri nahi hai kyuki kha ni me kahi
bhi (,) ya (.)sahi jga par nahi milenge kahi kahi to bilkul hi nahi honge to aap apne aap samajh le ki kha
rukna hai aur kha paragraph khatam ho rha hai.
To sabse pehle me aapko apna parichay(Introduction) de deta hu
to jaisa ki as usual maine socha to nahi tha par ho jane ke baad pta chalta hai ki ha abb to aadat si hai
mujhko to hua kuch yu ki maine papa se har baar ki trah padhai office ki badi badi posts, IAS & IPS banne
ki bjaye ye puch liya ki unke office ka bhi koi blogger ka page hai kya to unhone yahi keh dala ki unse maine
ye kyu nahi puch ki unke office me heighest salary jis person ki hai usne vha tak pohochne ke liye kya kiya
par mai inhe kaise kahu ki mujhe iss kaam me koi dilchasbi (Interest) nahi hai jis kaam me intrest hota hai
mai sirf vahi kaam karta hu aur usi ke baare me baat karta hu ek din mai jarur inhe kuch karke dikhaunga
tab ye kahenge ki ha beta har kisi ko is duniya ke sath sath is paise aur post kirace me hissa (Part) nahi lena
chahiye kuch logo ko apna passion bhi choose karna chahiye one day i will tell them and will change the
world then if they will be proud of me them i will feel that living this life was worth

Comments
Post a Comment