Ye khani hai ek aise insan ki jo andar se to ek yodha tha par bahar se ek kamzor , aalsi , aur bevakuf ladka tha ye khani hai mere andar chupe ek kalakar ki jo sab kuch janna chahta hai sab kuch karna chahta hai par uske raaste me aisa kya aa jata hai jis se vo ruk gya hai aur apni manzil se bhatak gya hai aaiye mere sath le chalu mai aapko ek safar par , ek safar jo sabse aanokha aur sabse alag ho ek safar jo kabhi kisi ne na dekha ho aur na hi socha ho
ek khani jo ho sabse alag!!
ek khani aisi bhi!!
Ek Khani Aisi Bhi!! PART - 1
To ye baat hai uss jmane ki jab mai ek chota bachha tha... lekin ek second ye sari khani hindi me kyu hai jab written language English hai to phir khani bhi English me hi honi chahiye na but as you know if not u'll know now it is my world of imagination I write here as I want to, phir chahe vo English ho Hindi ho ya phir Hinglish. Aur ha ek aur vishesh suchna is khani ko padhne ke dauraan agar aapka dimag kharab ho jaye to uski zimmedari meri nahi hai kyuki kha ni me kahi bhi (,) ya (.)sahi jga par nahi milenge kahi kahi to bilkul hi nahi honge to aap apne aap samajh le ki kha rukna hai aur kha paragraph khatam ho rha hai. To sabse pehle me aapko apna parichay(Introduction) de deta hu to jaisa ki as usual maine socha to nahi tha par ho jane ke baad pta chalta hai ki ha abb to aadat si hai mujhko to hua kuch yu ki maine papa se har baar ki trah padhai office ki badi badi posts, IAS & IPS banne ki bjaye ye puch liya ki unke office ka bhi koi b...
Comments
Post a Comment