Ek Khani Aisi Bhi!! PART - 1
To ye baat hai uss jmane ki jab mai ek chota bachha tha... lekin ek second ye sari khani hindi me kyu hai jab written language English hai to phir khani bhi English me hi honi chahiye na but as you know if not u'll know now it is my world of imagination I write here as I want to, phir chahe vo English ho Hindi ho ya phir Hinglish. Aur ha ek aur vishesh suchna is khani ko padhne ke dauraan agar aapka dimag kharab ho jaye to uski zimmedari meri nahi hai kyuki kha ni me kahi bhi (,) ya (.)sahi jga par nahi milenge kahi kahi to bilkul hi nahi honge to aap apne aap samajh le ki kha rukna hai aur kha paragraph khatam ho rha hai. To sabse pehle me aapko apna parichay(Introduction) de deta hu to jaisa ki as usual maine socha to nahi tha par ho jane ke baad pta chalta hai ki ha abb to aadat si hai mujhko to hua kuch yu ki maine papa se har baar ki trah padhai office ki badi badi posts, IAS & IPS banne ki bjaye ye puch liya ki unke office ka bhi koi b...